Aap kabhi bhi apna account aur data hatwa sakte hain. Request milne ke 30 din ke andar kaam ho jata hai.
Naam, pata, email, product ki photo, aur login.
Agar aapka koi warranty contract abhi chalu hai ya uspar claim hua hai, to us contract aur bill ka record kanoon ke hisaab se rakhna padta hai. Contract khatam hone ke baad wo bhi hata diya jata hai.