Company 1 saal deti hai. Lekin TV ki asli kharabi — backlight band, panel par line, aadha screen kaala, board jalna — 2 se 4 saal me aati hai. Tab service centre ₹30,000 ke TV par ₹12,000 ka panel aur ₹3,000 ki backlight ka bill bana deta hai. Hamara plan yahi sab dhakta hai, aur technician ghar aata hai.
Hamara plan company ki warranty khatam hone ke baad shuru hota hai — pehle saal ka paisa hum nahi lete.
₹30,000 ke TV par service centre ke asli rate, aur usi TV par hamara 2 saal ka plan.
Rate Bareilly ke authorised service centre ke andaze ke hain, brand aur model ke hisaab se ghat-badh sakte hain.
Backlight ki LED 2–3 saal me jaati hai, panel par line 3–4 saal me. Company ka saal tab tak khatam. Aur panel ka bill TV ki aadhi keemat.
₹30,000 ke TV ka panel ₹12,000, backlight ₹3,000. Plan ₹2,700 ka, 2 saal ke liye. Ek backlight me hi wasool, panel me chaar guna.
Plan khareedte waqt ya company warranty khatam hone ke 60 din ke andar tak. Uske baad nahi milega.
₹2,700 ko 24 mahine me baantiye. Ek OTT subscription se bhi kam me TV ki suraksha.
Plan naye maalik ko transfer ho jata hai. Ghar shift karein to bhi cover chalta hai, jahan hamara partner hai.
55 inch TV uthakar kahin le jane ki zaroorat nahi. Repair ghar par, aur claim band sirf aapke OTP se.
Chhupa kar rakhne se customer ek baar aata hai. Saaf likhne se baar-baar.
Line aana, aadha screen, no display, rang ka patch
Awaz aaye par screen kaala — sabse aam
Bachche ne maara, girke toota — physical damage cover nahi
OLED par ek hi logo jam jana — ye use se hota hai, kharabi nahi
Accessories consumable hain
Sirf hardware cover hai
Stabilizer lagana zaroori hai
App se, website se, ya jis dukaan se liya wahan. Team usi din verify karti hai.
TV kahin le jane ki zaroorat nahi. Asli parts, bill hum bharte hain.
TV theek chalne par aapke mobile par OTP aata hai. Aap batayenge tabhi claim band.
TV ki purchase value daaliye — 1, 2 aur 3 saal ka rate turant.